BPSC 66 PT Prelims Result 2021: Hello Friends, BPSC 66th Prelims Result 2021 aaj yani 24 March 2021 ko jaari kar diya gya hai. To yadi aapne bhi is exam me bhag liya hai to iska result aap niche ke links se download kar sakte hain. Ham result download karne ki puri jankari step by step niche bata rahe hain.
Aapko bata den ki iska result iske official website bpsc.bih.nic.in par jaari kiya gya hai. Aako bata denki General ke 3497, EWS ke 902, SC ke 1503, ST ke 78, EBC ke 1586, BC ke 1199 aur 232 Pichhe varg ki mahila abhyarthi pass hue hain. Iske liye exam 27 Dec 2020 ko liya gya tha. Isme lagbhag 5 lakh abhyarthi upasthit hue the.
Ab iska Mains exam May ya June me karaya ja sakta hain.
Authority Name | Bihar Public Service Commission or BPSC |
Name of Post | VARIOUS |
Exam Date | 27th December 2020 |
Results Release Date | 24 MARCH 2021 |
Selection Process | Preliminary Examination. Mains Examination. Interview |
Official website | bpsc.bih.nic.in |
How to download BPSC 66th CCE Prelims Result 2020?
Niche bataye gaye steps se aap iske result ko download kar sakte hain. Niche ke steps ko follow karen aur uske baad diye gaye direct link se iska result check kar len.
- Sabse pahle iske official site www.onlinebpsc.bihar.gov.in. par visit karen.
- iske baad BPSC 66th Pre result 2021 ke link par click karen.
- Ab yaha par apna roll number aur date of birth enter karen.
- Iske baad submit button par click kar den.
- Aapka result show ho jayega.
- Ise download karke print kar len.
BPSC 66th CCE Result | Click Here To Download |
BPSC Official Website | Click Here |