Bihar BSEB

Bihar Board Inter Sent Up Exam Date 2021 – Check BSEB 12th Sent Up Date Sheet

Bihar Boar Inter Sent Up Exam Date 2020:- Hello Guys, Bihar School Examination Board (BSEB) Intermediate Class 12th ki (Arts, Science & Commerce) ki Sent Up Exam 2021 October 2020 me aayojit karne ja raha hai. Yah 12th Sent Up Exam ka aayojan October Month ke last week me karne ki ummid hai.

Bihar Board Class 12th ke jo bhi Students Intermediate Examination 2021 ke liye Exam Form bhar chuke hain, Ve is Sent Up Exam 2020 me shamil ho sakte hain. Aise bhi jin Students ne Inter Exam 2021 ke liye Exam Form bharen hain, Unhe is Exam me upsthit hona anivarya hai.

Kyonki jo Students is Exams me Pass honge, Sirf unke Admit Card Final Annual Inter Examination 2021 ke liye jaari kiya jayega. Students is page ke madhyam se Inter Sent Up Exam Date 2020-21 ki saari information prapt kar sakte hain.

Contents

Bihar Board Inter (12th) Sent Up Exam Date 2021

Aapko bata den ki Bihar School Examination Board ke authority dwara Intermediate (12th) ki Sent Up Exam 2020-21 October 2020 ke last week me aayojit ki jayegi.

Halanki, Board ne Intermdiate Sent Up 2021 ke liye abhi tak koi official Date jaari nahi ki hai. Lekin aisa mana ja raha hai ki Last Year Exam ke anusar Board ke dwara October Month me hi Inter Sent Up Exam Sheet jaari kiya jayega.

Aur BSEB Board se Intermediate Examination 2021 ke liye Registration karne bale sabhi Students ko Final Inter Board Exam 2021 ke Admit Card jaari karne ke liye hone bale Inter Sent Up Exam 2020 me Shamil hona hoga. Jo Students is Exam me present nahi hote hain, Unka Admit Card jaari nahi ki jayegi.

BSEB Board Inter Sent Up Exam 2020 – Overview

Name of The BoardBihar Board School Examination Board (BSEB)
Name of ExamInter Class 12th Sent Up Exam 2020-21
Academic Session 2020-21
Exam Start DateTo be announced
Exam End DateTo be announced
Exam Date Sheet StatusNot Released
Official Sitebiharboardonline.bihar.gov.in

Bihar Board 12th Sent Up Exam Date Sheet 2021 

Bihar Board ke Inter (12th) (Arts, Science & Commerce) Steream ke jo bhi Students Exam Form 2021 bhar chuke hain. Un sabhi ko is post ke madhyam se bata den ki Board bahut jald Inter Sent Up Exam 2021 ka aayojan karega. Jiske liye Date Sheet bhi jald hi Exam Authority ke dwara official website par publish ki jayegi.

Aise aap bhi ko upar me bataya gya ki pichhle saal ke anusar Board ke dwara Inter Sent Up Exam 2020-21 ka aayojan October 2020 Month ke last week tak hi karne ki sambhavna hai. Date Sheet ke bare me adhik jankari aap niche diye gye Table se prapt kar sakte hain.

How To Download BSEB Inter Sent Up Exam Routine 2020 ?

Yadi aap Bihar Board ke Inter 12th ke Arts, Science ya Commerce ka Students hain, Aur Examination 2021 me shamil hone ke liye form bharen hain, To aap BSEB Inter Sent Up Exam 2021 me shamil hone se pahle Board ke official site se Exam Date Sheet / Routine 2021 ko download kar sakte hain. Online Download karne ke liye niche step by step tarika bataya gya hai. Officially publish hone ke baad.

  • Aap Board ke official site par niche ke link se visit karen.
  • http://biharboardonline.bihar.gov.in/
  • Home page par jakar Latest Update Circular Section ko scroll karen.
  • Phir Inter Sent Up Exam Routine/ Programme 2020-2021 ke link par click karen.
  • Screen par BSEB Inter Sent Up Exam Routine ke sath new page open ho jayega.
  • Aap ise download kar sakte hain, Sath hin print out bhi nikal sakte hain.

Bihar Board Official Link

Bihar Board Inter Sent Up Exam Routine 2021

Intermediate 12th Subjects Name Exam Date sheet 2020
Physics Oct 2020
ChemistryOct 2020
BiologyOct 2020
MathematicsOct 2020
English Oct 2020
Hindi LL Oct 2020
NRB + MBOct 2020
Additional SubjectsOct 2020

Download Inter Sent Up Exam Date Sheet 2020:- Click Here

Aap is pge me bataye gaye tarike ke anusar Board ke official website par Inter Sent Up Exam 2021 ke liye Date Sheet 2020 jaari hone baad diye gye link se online download kar sakte hain. Aur Inter 12th Exam se sambandhit latest update prapt karne ke liye is page par continue visit kar sakte hain.

Leave a Comment